HINDI POEM-TUJHE AAZAD KARTE HAI

HINDI POEM-TUJHE AAZAD KARTE HAI


JO MERI HASI MERE AANSHU TUJHPE WAR RKHE HAI
JINKI TUJHKO KHABAR TAK NAHI
JO MERI HASI MERE AANSHU TUJHPE WAR RKHE HAI
JINKI TUJHKO KHABAR TAK NAHI
AISE ILZAM JO LAGAYE TUJHPE
AAJ USE BEBUNIYAD KARTE HAI
CHAL AAJ TUJHKO AAZAD KARTE HAI
CHAL NAHI BTAYENGE AB KI KITNA PYAR KATE HAI

ese bhi padhe>> BACHPAN




EK CHOTA SA SAFAR TUJHE MIL KAR
 TUJHE KHONE TAK KA
EK CHOTA SA SAFAR TUJHE MIL KAR
 TUJHE KHONE TAK KA
JHUTH NHI BOLUNGI MAI
WH SAFAR DUNIYA THA MERI
MERI WH DUNIYA JO TUJH TAK THI
 USE BHULA KAR EK NYA AAGAZ KARTE HAI
CHAL AAJ TUJHKO AAZAD KARTE HAI
CHAL NAHI BTAYENGE AB KI KITNA PYAR KATE HAI

ESE BHI PADHE >>LIFE AGAR EK BATTLE HAI

AUR… AUR TARAS NA KHANA MERI SURAT DEKH KAR,
 TARAS NA KHANA MERI SURAT DEKH KAR
BTLANA MUJHKO WHI JO SACH HAI
TERE DIL ME MERE LIYE ISAQ NAHI
HA MUSKIL HOGA MERE LIYE
CHAL AAJ ES MUSKIL SE DATH KAR LADTE HAI
CHAL AAJ TUJHKO AAZAD KARTE HAI
CHAL NAHI BTAYENGE AB KI KITNA PYAR KATE HAI



AAJ EK GUZARISH HAI MERI TUJHSE
KI FIR MUD KAR NA DEKHNA MUJHKO
AAJ EK GUZARISH HAI MERI TUJHSE
KI FIR MUD KAR NA DEKHNA MUJHKO
TUJHE MALUM NAHI TERI NAZAR MUJHPAR KYA SITAM DHATI HAI
KAHI FIR NA AA JAU TERE PICHE EASLIYE AAJ AAKHRI BAAT KARTE HAI
CHAL AAJ TUJHKO AAZAD KARTE HAI
CHAL NAHI BTAYENGE AB KI KITNA PYAR KATE HAI


ES HADD TAK TUJHSE MOHABBAT KI
KI AB ISAQ KE NAM SE BHI DARTE HAI
ES HADD TAK TUJHSE MOHABBAT KI
KI AB ISAQ KE NAM SE BHI DARTE HAI
KHUDA BACHAYE ES MARZ SE
TUJHE PANE KI MANNAT CHOD KAR AB AISI FARIYAD KARTE HAI
CHAL AAJ TUJHKO AAZAD KARTE HAI
CHAL NAHI BTAYENGE AB KI KITNA PYAR KATE HAI



MAINE TUJHSE SACCHA PYAR KIYA
ES FAREB KI DUNIYA ME RAB SE BADH KAR TERA NAM LIYA
AB BADLE MAI MILI ANDHERI ROSHANI MAI JALTE HAI
KEHTE HAI NA..  LOG THOKAR KHA KAR HI SAMBHALTE HAI
AISE BEHLA KAR KHUD KO TERI AAJ CHAHAT PURI KARTE HAI
CHAL AAJ TUJHKO AAZAD KARTE HAI
CHAL AB KABHI NAHI BTAYENGE TUJHKO KI KITNA PYAR KATE HAI.

FOLLOW ON INSTAGRAM >> rajat69_

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

TUM AISE HI TO ACCHI HO PART 2

Maintain Your Perspective